Hum sabhi logo ko kbhi na kabhi kisi yesi samsya ka samna karna padta hai jiska na to humme ya phir humare dosto ya kisi sir ke pass iska answar hota hai .
Balki humare aap ki tarah hi koi humara dost blog ya wabsite banakar apni jaankari ko internet par sajha karta hai .
Saral bhasa me kahe to hum kisi bhi jankari ko internet pe apne blog ke madyam se sajha karna hi blogging hai.
Blog jise hum "WEB LOCK" bhi kahte hai. yah google ki hi ek seva hai. jisse hum blog ke madayam se apne vicharo ko prakat karte hai.
Blog Banane se kya phayda hai
Aaj lagbhag 100% blog me se 90% blog banane ka maksad paisa kamana
hota hai. Ji ha ab aap soch rahe honge ki blog se paise bhi kamaye ja sakte
hai to mai yahi kahunga ji ha bilkul kamaya ja sakta hai.
Likin uske liye ek achha blog banakar hume starting me jada se jada samya hume apne blog per dena padega. isme thode aap ke writing skill sahi ho
jise aap logo ko satisfy (santusta) kar sake.
phir kya ek baar aapke blog per traffic ana suru ho to app apne blog me addsence lagakar usse achha rupya kama sakte hai. kyoki 70% blogger aaj apne website me add lagakar kamarahe hai.
To ab aap samjh gaye honge ki blog kya hai.agar samjh gaye honge ki blog
kya hai to chalte hai ek achha sa blog bana lete hai.
Ek achha blog kaise banaye
Blog banana bilkul hi asan hai usme hume kisi 10 site me nahi jana hai. aur na hi hume iske liye koi paise dene honge.
Iske liye aap ke pass ek gmail account hona chahiye.
step-1
Aap www.blogger.com ki site pe jaye
Ab apna Gmail ID aur Passward dal ke sign in kare
To hum sochate hai hume google a phir kisi bhi serch ingan me search karke jankari pata karni chahiye . phir hum google pe apne topic ko dalte hai aur
uska answar humare screen pe aa jata hai .

hume jo ye jaankari prapt hui use google ne nahi dala hai.
Balki humare aap ki tarah hi koi humara dost blog ya wabsite banakar apni jaankari ko internet par sajha karta hai .
To aap samjh gaye honge ki jo hum google ya kisi bhi search ingan me
search karte hai use kisi anubhabi byakti ne hi dala hota hai.
search karte hai use kisi anubhabi byakti ne hi dala hota hai.
Saral bhasa me kahe to hum kisi bhi jankari ko internet pe apne blog ke madyam se sajha karna hi blogging hai.
Blog jise hum "WEB LOCK" bhi kahte hai. yah google ki hi ek seva hai. jisse hum blog ke madayam se apne vicharo ko prakat karte hai.
Blog Banane se kya phayda hai
Aaj lagbhag 100% blog me se 90% blog banane ka maksad paisa kamana
hota hai. Ji ha ab aap soch rahe honge ki blog se paise bhi kamaye ja sakte
hai to mai yahi kahunga ji ha bilkul kamaya ja sakta hai.
Likin uske liye ek achha blog banakar hume starting me jada se jada samya hume apne blog per dena padega. isme thode aap ke writing skill sahi ho
jise aap logo ko satisfy (santusta) kar sake.
phir kya ek baar aapke blog per traffic ana suru ho to app apne blog me addsence lagakar usse achha rupya kama sakte hai. kyoki 70% blogger aaj apne website me add lagakar kamarahe hai.
To ab aap samjh gaye honge ki blog kya hai.agar samjh gaye honge ki blog
kya hai to chalte hai ek achha sa blog bana lete hai.
Ek achha blog kaise banaye
Blog banana bilkul hi asan hai usme hume kisi 10 site me nahi jana hai. aur na hi hume iske liye koi paise dene honge.
Iske liye aap ke pass ek gmail account hona chahiye.
Aap www.blogger.com ki site pe jaye
Ab apna Gmail ID aur Passward dal ke sign in kare
Step -2
Sign in karne ke baad aapko "New Blog" per click karne.
Step-3
Ab yanha aapko 4 step chalna hai.
Title- Isme apna title bharna hai. ab aap soch rahe honge ki ye title kya hai
to billkul mat soche.
Title aapke web address yani url ka sub name upnaam hai. hum
title aur adderss alag alag bhar sakte hai lekin isse log canfuse
hojayenge isliye hume tittle aur url dono ek hi naam ka bharna
chahiye.
Address-
Yanha aapko apne blog ka naam dalna hai ki aap ka blog kis
naam se ho aap jo address yanha dalenge aapke blog ka
address wahi hoga .
Templets-
Yanha aaapko apke blog ke liye dher sara templets mil
jayega aap kisi ek templets ko select kar le.
Creat a blog- Ab aap creat a blog per click kar de
Ek achha sa blog apne banaliya hai