Facbook aaj samaj se jude rahne ke liye ek bahut hi lokpriya sadhan hai. pahle humare pass itna samay hua karta tha ki hum samaj me sabse milkar aapni bato ko kahta sunte the. Lekin aaj ke is samay me kisi bhi byakti ko samaj ke liye samay nikal pana muskil hai. kyoki hum sab kisi na kisi se jude isliye unke liye samay nikalna hi padta hai.
Lekin aaj ke is digital yug me hum na kewal apne samaj ko hi samay dete ho balki apne samaj ko apne dosto ko hum humesha kisi bhi samay aur kam samay me adhik se adhik logo se juda ja sakta hai.facebook pe hum 5000 byaktio se ek sath baat kar sakte hai.
Aaj facebook na kewal 2 ya 2 byaktio se adhik baat karne ke liye hai balki samaj ko ek karne ka bhi kaam karta hai kyoki is samay me jiske pass apne dosto ya phir samaj ke liye thoda bhi samay nahi hai wah aaj facebook se apne bato ko asani se pura kar leta hai.
Facebook account kaise khole
Facebook account kholne ke liye hume bahut bade proses se nahi gujarna hai.hum kewal 2 step me hi apna khud ka facebook account bana lenge.
To chaliye hum shikh lete hai ki facebook account kaise kholte hai.
Lekin ek baat facebook account kholne ke liye hume Email Id ki jarurat hogi agar aap ke pass Email Id nahi hai to mai yahi kahunga ki sabse pahle aap ek naya Email Id banale.
Step 1
Aap niche lekhe wards ko follow kare aur aur ek ek khane ko sahi se bhare.

1. Sabse pahle aap apna naam aur sirname dale.
2. Aap apna email Id dale
3. phir se wahi Email Id dale
4. Aapna ek passward dale aur use ek copy me likh le taki jab bhi aapko facebook acount me login hona ho agar aap apna passward bhul bhi
gaye ho to copy se dekh le. aur yesa passward dale jiska koi asani
se andaja na laga sake .
5. Aapna date of birth (age) dale.
6. Agar aap aadami hai to male pe click kare agar mahila hai to female pe
click kare
7. Ab aap ek bar sabko achhe se pad kar sign in ki button per click kare.
8. Ab aap jaise hi sign ki button click karenge to sabse upar ek message ayega.
Step 2
Ab aap apna Email id khole aur usme 2 message aaya hoga aap dono ko pade.
Ab ek email me Get started likha hoga ab aap uspe click katde.
Ab usre wale Email me Confirm your account per click kar de.ab aap ka facebook account puri trah bankar taiyar hai.
Note -
Agar aap apne mobail ya apne computer me facebook chalarhe hai to theek hai warna aap facebook se direct hi bahar na aye.
Sabse pahle us icon per click karenge to ek Logout ka option hoga aap use click karke apne facebook se bahar nikal sakte hai.
Mai samjhata hu ki aapne apna facebook account bana liya hoga agar kaoi dikkat aati hai to aap humse comment box me ja kar puchh sakte hai. with in few minutes aapke pass reply jayega.