Dosto kabhi kabhi kya hota hai ki hum apna templet to chang to kar dete hai lekin wah kewal pc tak hi simit rahta hai lekin mobail me wahi purana templet hi dikhai deta hai. to hum sochate hai ki pahle to hum templet ko change karte the to mobail ka bhi change ho jata tha lekin ab kyo nahi ho raha hai .
lekin aap ko bilkul bhi darne ki jarurat nahi hai kyoki kabhi kabhi yesa hota hai ki humara templet humare pc me to change ho jata hai lekin humare mobail me nahi change ho pata hai .
Iska koi bahut bada karad nahi hai bus kewal setting ki kami hai jise hume templet change karne ke baad karna padta hai
Usske baad humara templet aasani se chang ho jata hai aur hume jo templet humare pc me dikhta hai wahi templet humare mobail me bhi dikhane lagte hai.
Hum templet ko mobail friendly kyo banaye
Mai ye samajhta hu kio ye kooi puchane ki awaskta nahi hai hum templet ko mobail frendlly koi banaye koiki jahir si baat hai ki agar humara templet dehkhane me achha nahi hai tabhi hum templet ko change karte hai. aur agar maobail me wahi purana templet hi dikhe to humara change karne ka koi matalab nahi hai kyoki humare mobail me jab wah templet hi change nahi hua to kya matalab.
Lagbhag 40% trafic humare pass mabail se aati hai .aur agar humara templete hi change nahi hua hoga to koi bhi byakti kewal ek baar hi humare site pe ayega aur phir dobara nahi ayega.
Apne templet ko mobail friendly kaise banaye
Sabse pahle hume blog ke dassboard me jana hai wanha templet per click karna hai.
Step 1
Uske baad mobail setting per click karna hai.
Ab ek naya page khulega .
Step 2
Ab is page me aap apne templet ke liye setting kare.
Isme aap scrool ko niche karke "Custom" per cclick kare.
Ab save ki button per click kare aur aapka templet mobail me bhi dikhne lagega.
Agar koi bhi samsya hoti hai to aap comment karke puchh sakte hai.