Hacker ek yesa naam hai jo logo ki site ko hack karke usme se kuchh dilit kar sakte hai ya phir kuchh galat article add kar sakte hai aur humare blog ka nuksan pahuchha sakte hai.
HTTPS kya hai
Yah ek prakar se humare blog ki security badane me madat karta hai.HTTPS ka pura naam "Hyper text transfer protocall" hota hai . waise to google ke kisi bhi product ko hack karna bahut hi muskil hai phir bhi namumkin nahi hai.
Kyoki aaj ke is tecniq ke yug me kuchh bhi possible hai.to kyo na hum pahle se secure rahe.
Blog me yah fiture kaphi achha hai hai hamare blog ke liye to chaliye jan lete hai ki ise kaise use karte hai apne blog ke liye.
HTTPS kaise enable kare
HTTPS ko enable karne ke liye sabse pahle hum apne blog ke Dasboard ke setting ke basic me jayenge.

Ab yanha se hum apni basic setting me jaenge aur Dropdown meno per click karke Yes per click karde.ab aapka blog puri tarah secure hai.
Blog ko secure karne ke kuchh aditional fiture
Blog ko secure karne ke liye hum jaab bhi apna blog ko band kare to sign uot bhi karde agar computer ko kewal aap hi use karte ho to theek hai warna aapke dost yar kuchh yese bhi hote hai jo aapko age hote nahi dekhna chahte o aapke blog ko dilit ya phir kuchh article idhar udhar kar sakte hai.
Apne blog ke Gmail Id aur passward kisi ko na bataye aur janha tak ho aap 2 gmail id banale taki apne visiter ko aap apne dusri gmail id de isse bhi aapke blog ki security bani rahegi
VIruses se bachane ke liye sabse pahle aap apne computer me antivirus instell karle taki aap jab bhi koi post likh rahe ho ya apne blog me kuchh bhi lar rahe ho to aap ke blog ko koi loss na ho.
Most things
Aap apne blog me kabhi kisi dusre saite se bataye gaye code ko sahi se padhne ke baad hi upload kare warna diye gaye code ko upload karne ke baad aapki sait hack ho sakti hai.
I hope aaj aap logo ko is post se kuchh na kuchh help jarure mili hogi aur agar kuchh bhi samajh na yaya ho to aap comment karke puchh sakte hai.

2 comments
Bahut Badiya Post Hai
ReplyIts very interesting and informative post
ReplyThanks for sharing keep up the Good work