XML file ek prakar ki extencial fila hai. jo ki masini bhasa me hota hai isko computer dwara pada jane wala hai. hum extensial file xml kisi bhi file me change kar sakte hai.
Yah file jadatar coding bhasa me hoti hai jo ke computer readable yani masimary bhasa me hota hai iska prayog karne ke liye hume is ziffile me badlte hai.
What is xml file? xml file kya ha
XML file ek prakar ki computer readable yani masinary bhasa me le jane wali gile hai. iska pura naam "Extensible Markup Language" hota hai. jo ki extension file ke rup me hota hai.koi bhi
templet ho wah xml file me hoti hai kyoki wah coding form me hota hai aur ek templet coding file ko hi support karta hai.
ZIP file ko XML file me kaise badle
Sabse pahle hume ek software download karna padega jiska naam hai "WINRAR".ya pahir aapke pc
ya dextop me pahle se hi install ho aur agar aapko nahi pata hai.
Step 1
Aap sabse pahle apne window ki button click kare aur window me jane ke baad wanha aap niche search box me "winrar" file ko search kare.
Agar aapke dextop ya phir pc me ye file hogi to ya jayegi aur use open kare .agar nahi aati to aap simply apne search ingan me ja kar winrar naam ki file ko download karle.
Step 2
Winrar file open karne ke baad aap use file ko select kare jo aap ko xml file me badalna hai.
Scrool ko uper niche kar ke aap apne file ko sellect kar sakte hai.
Uske baad aap "Extract To" per click kare
Ab aapko ek naya page dikhayi dega.
- Extract and update file par click kar de.
- Rename autometicaly per click kar de.
- Ab aap simply "OK" per click kar de.
Step 4
Ab aapki file zip se xml me puri tarah badal gayi hai. aur aapko ek naya page dikhayi dega.
Ab aap scrool ko uper niche karke dekhenge to aapki file xml me badal gayi hogi.aur uspe click kare aur wah oopen hoga ya phir aap apne download file
me ja kar use khol sakte hai.
Agar phir bhi koi dikkat hoti hai to aap comment kar ke puchh sakte hai.within few minutes aapko riply melega.