Apne blog ,business ya apne naam ka logo bina copyright ke kaise banaye?

Aaj mai aap logo ko ek yese logo desiner ke bare me bataunga jiske use se na to hume baar baar online logo banana padega na to copyright ki koi dikkat hogi.


jeta logo maker se bina copyright kr banye logo

Ye hum sab achhi tarah jante hai ki hum blog to bana lete hai lekin usme hume kuchh paise bhi earning ho iske liye hum apne blog me adsense lagate hai .lekin hum log ye bhi janate hai ki adsens lagane ke kuchh terms aur condition hoti hai. usme se ek hai copyright jo ki adsence bilkul tolret nahi karta hai.agar aapke blog me copyright content mila to aap ki site block bhi ho sakti hai.

In sab ko dekhate hue maine ek logo disiner pata kiya jo bahut hi sahi hai humare blog's me logo ya business me logo banane ke liye. jisko hum bina net ke bhi use ka sakte hai.aur apne aaccording acha se achha logo bina copyright ke bana sakte hai.

Logo banana kyo jaruri hai

Dosto humne dher sari company dekhi hongi un sab ka apna apna brand hota hi ek logo hota hai.
aap kah sakte hai ki logo ek prakar ka symbol hai jise dekhane ke bab koi bhi byakti bata sakta hai ki yah product kis company ka hai .logo humare company ko alag pahchan deti hai aur humari company ko aage le jane me bhi madad karti hai.jaise humne abhi swachh barat ka logo dekha hoga ek chasme ki tarah ek logo hai jisko dekhate hi log bata denge ki iska matalab swachh barat banana hai.

Logo kanha se banaye

Aaj ye apke liye janana bhi jaruri hai ki log hum yesi site se banaye jisper copyright ka koi charge na bane aur humara logo bhi achha se achha ban sake. to aaj mai aapko kuchh logo designer ke bare me  bataunga ki jo bahut hi assan aur bina copyright ke hai.


  • Logo maker ;- Isme aap achha se achha logo bina kisi copiright ke bana sakte hai kelin ye seva online hai isme aap logo tabhi bana sakte ho jab apke pass net conection ho lekin aap bilkul bhi na ghabrao kyo ki mai bina net bina copyright ke logo banakar dikhaunga .
  • Jeta logo designer :- Aap iske prayog se bina net ke bina copyright ke apna logo achha se achha logo bana sakte hai.   
Jeta logo designer 

Sabse pahle aap jeta logo disegner me jaye aur phir download karke apne pc me install kare.taki bina net conection ke hum apna logo bana sake.
  • Jeta logo desigener kewal 6.5MB ki hogi wahi download karna.
Is designer ki khasiyat hai ki aap jo bhi logo isse banayenge wah na to copyriht hoga na to kisi se milta julta hoga . kyoki yah ek swanirmit logo hota hai aur achhi bat ye ki isme der sare icon hai jo aapke logo ko achha look deta hai



1. Aap yanha scroll ko up and down karenge to der sara logo dikhayi dega .
    kisi ko bhi select karke aap achha se achha logo bana sakte hai.

2. Yanha aapko sare colur mil jayenge jiske prayog se aap apne logo me 
    colur bhar sakte hai.

3.Ek yesa page khulega jispe aap apna logo banayege .

4. Dhyan rahe ki jo jeta logo designer hai uska logo is tarah se hoga.

5. Yanha se aap apne logo ko save kar sakte hai edit kar sakte hai aur kuchh 
    na samj aaye to help bhi le sakte hai.


Related Posts
Previous
« Prev Post

Facebook