Apne mobail se computer me fast internet kaise chalaye


Abhi tak computer me internet chalane ke liye sabse pahle hume computer me internet conection karwana padta hai tab ja kar hum computer me net chala pate the. lekin ab hum bina computer net bhi apne mobail se computer chala sakte hai.





sayad aap log soch rahe honge ki isse hum chala bhi lenge to computer me speed bahut dhimi hogi to mai yahi kahunga ki aap jitni tej internet apne mobail me chalate hai utni hi tej internet aapke computer me bhi chalega isse aapke net speed me koi problem nahi aayegi. 

Hum mobail se computer me net kyo chalaye 

Ye baat bhi sahi hai ki hum apne mobail se computer me internet kyo chalaye to maan lijiye ki aap ne ek naya computer kharida aur aap coputer me internet chalana chahte ho to aap sabse pahle net conection apne computer me lagao aur hum itna mahga dekstop,laptop le aur turant hi net conection bhi le liye jaye yesa kuchh hi log larte hai lekin jinka computer bina conection ke dabbe ki tarah rakha hota tha ab o bhi computer me net chala sakenge apne mobail datapack se fast speed me internet chala sakte hai.

Ya phir kabhi kabhi ye bhi hota hai ki hum jo net conection kiye hai o band bhi ho jata hai ya phir kaphi slow ho jata hai to us situation me hum apne mobail se connect karke aapna kaam asani se utani hi fast speed me kar sakte hai.

Ab to aap soch rahe honge ki ye to mai kab se janna chahta tha agar yesa soch re hai to bas in istep ko follow karo aur aap bhi apne mobail se computer me internet chala sako.

Sabse pahle jan lete hai ki isme kya kya lagta hai hume mobail se computer me net chalane ke liye
hume kewal ek USB conecter hona chahiye jo mobail ko dextop ya laptop me conect karne ke liye.

Apne mobail se computer me net kaise chalaye

Hum pahle apne mobail ko USB conecter ke dwara computer se connect karte hai. 

Step 1 

Apne mobail ke setting me jana hai aur wanha se wairless & netwark me jakar Tethering & portable hots   ka option milega use click karna hai.


Step 2 

 Agar apka mobail computer se connect hua hoga to apko USB tethering highlighted dikhega is prakar nahi to wah white dikhega.


Ab USB ke samne icon per click kaare aur jab icon pe ✔ ka mark ajaye to samjho ab hum computer me net chala sakte hai.

I hope this is helpful for you. Agar kanhi nahi samjh aata to please comment 
me and take solution with in 10 minitus.                                                      

Related Posts
Previous
« Prev Post

Facebook