Aap soch rahe honge yesa bhi ho sakta hai to mai yahi kahunga ji ha aap kanhi se baith kar apne computer ko chala sakte hai .
Apne computer ko mobail se kyo chalaye
Dekhiye kabhi kabhi yesa hota hai ki aap computer ke bre me jyada jante hai lekin aap ke pariwar wale kuchh kam jante hai ya yesa bhi ho sakta hai ki koi faile aap yesi jagah stor kiye ho jo kisi koi khoj kar bhi na mila ho aur aap apne ghar pe na ho to us samay apne pariwar ki madat kar sakte hai kanhi se bhi o faile asani ase apne mobail se khole sakte hai.
Aur ek baat kabhi kabhi hume kanhi jana hota hai aur hum apna project pura nahi kar pate samay na hone ki wajah se to hume apna kaam chhod kar jana padta hai. to use istithi me hum kanhi se baith kar apna project pura kar sakta hai.
Yah system bahut hi achha hai aur mai samjhta hu ki ap log bhi ise jankar pura phayda uthainge aur ab jo kaam apka kanhiu chale jane per ruk jata tha wah ab pura hoga kanhi se bhi.
Apne computer ko mobail se kaise chalaye
Aaj hume kuchh bhi tecniq karne ke liye humare pass computer ho usme net setting ho agar mobail hai to usme bhi internet ki subidha honi chahiye .Internet aur kisi kaam ko karne ke liye application (software) ho to lagabhag sara kaam hum ghar baithe kar sakte hai.
Step 1
For computer:-
Isme bhi aapko apne computer aur mobail me ek hi naam ka application (software) install karna hoga
Sabse pahle aap Team viewer 11 naam ka software download karle.
Ab yah ID aur Passward aapko apne mobail me dalna hai.
Step 2
For mobail:-
Sabse pahle aap apne mobail me team veawer install kare.
Step 3
Phir use open kare aur right side kone me NEXT ki button per 3 bar click karke DONE karde.
Step 4
Phir aapko ye page dikhega
Ab yanha aapko computer me likhi ID ko dalna hai. aur Remote Control per click karde.
Step 5
Ab yanha aapko apne passward ka page dikhega.
Ab yanha per computer me jo passward hai use dalde. aur OK ki buton per click kar de
Step 6
ab aap apne computer ko apne mobail pe dekh rahe honge
Agar aapko koi samsya hoti hai to coment ke madyam se puchh sakte hai reaply
with in few minutes.