Hume kabhi kabhi yese byakti ke bare me pata chalta hai jo kaphi popular hota hai lekin phir bhi hum janna chahte hai ki yah kitna popular hai use stithi me hum ab badi hi asani se pata laga sakte hai ki kon byakti kitna popular hai
Hum sab jante hai aaj ka yug digitel yug hai kisi bhi popular byakti ke bare me hum asani se internet ke madyam se jan sakte hai. uski puri history pad sakte hai.
Kisi ki populerity kyo jane
Dosto aap ne kabhi suna hoga news me ki ye byakti desh me sabse jada internet pe seach kiya ja chuka hai to hum sochate hai ki ye sab kanha se pata chalta hai in news walo ko kanha se pata chalta hai. ya phir aap kisi ke bare me janna chahte ho ki ye kitna popular hai to ab paresan hon ki jarurat nahi hai.
kabhi kabhi yesa bhi hota hai ki humara koi website hota hai to hum sochate hai ki kaise jane ki humara coptetor koin hai .
To ab aapko paresan hone ki jarurat nahi kyoki ab aap ek naya cheej sikhane ja rahe hai.
Kisi ki populerity kaise jane
Bus aap is post ko 5 minute aur pade aur aap badiya se samjh jayenge ki kisi ki populerty ko kaise jane
Step 1
Sabse pahle aap apne search ingen me google trend seach karna hai.
Ab aapko ek naya page dikhega
Ab aap jiske baare me janna chahte sabse uper search kare. aur "enter" ki buton dabaye.
Step 2
Ab aap dusre page per agaye hai
Yanha aapko pura trend dikhai dega.
1. Pahle box me jiska naam pahle dalenge usi ka ayega. 2. Dusre box me aap kisi comptiter ka naam daal sakte ho jinhe aap janna chahte ho ki kon kitna popular hai.
Step 3
Ab yanha aapko ek naya page dikhai dega
1. Aapko pahle me Narenda modi dikh rahe hai jo ki blue colur se point kiya gaya hai.
aur unke comptiter Rahul gandhi
2. Isme aap kisi bhi comptiter ka naam likh sakte hai jaise Rahul gandhi red se
point kiya gaya hai.
3. Tisre me bhi aap kisi ka naam aad kar sakte hai.
4. wardwide ka option hai agar aap wardwide kisi ki populerity dekhana chahte hai to wardwide hi rahne de otherwise aap country bhi chun sakte hai.
5. Time setting hai ki aap kisi ke populerty ko kab se dekhana chahte hai.
6. Isme aap kis category me dekhana chahte hai o slect kare. 7. Is option ka prayog aap websearch ya youtube seach ke liye dekha sakte hai. 8. Isme aapko o colur dikhai denge jo colur sabse uper hoga wahi sabse jada popular hai.
Is tarah se aap kisi ki bhi populerity dekh sakte hai aur kisi ke comptition me ki kon kitna popular hai .
Agar phir bhi kanhi samsya hui ho ya ye post kaisa laga aap hume comment karke apna feedback jarur de.