Agar humara koi website hai ya blog hai to jahir si bat hai ki hume ek naya domen name ragister kara lena chahiye kyoki agar humare pass ek profestional domen hota hai to humare visiter bhi jada humari sait per aate hai. domen name ragister karana bahut kathin baat nahi hai bus kuchh prosses se gujrna padta hai aur humara domen name ragister ho jata hai.
Waise to domen name kanhi se ragister karaya ja sakta hai dher sari site hai lekin mai goddady aapko prefer karunga kyoki aaj godday ek achhi domen seller site yanha se daily hajaro domen name ragister hote hai.
Domen name kyo ragister kare
Aaj ye batana ki online paise bhi kamaya ja sakta hai to ye purani baat ho jati hai kyoki lagabhag sabhi log jante hai ki hum blog banake youtube chainal banake ya phir website banake aur phir unko addsence se jod kar online paise kamaye jate hai.aur aaj ke is digital yug me har koi paisa kamana chahta hai aur agar jisne blogger pe blog bana liya hai aur wah ab apna khud ka domen mane ragister karke apne blog ko proffestional banake traffic bhi bada sakta hai.
Domen name kaise ragister kare
Step 1
Sabse pahle aap Goddady ke website per jaye.phir aapko ye page dikhayi dega.
Ab search box me apna domen name daliye. aur nichhe dekh le agar aapka domen name available hoga to to likhega Your domen name is available .
Ab aap continue cart pe click kar de.
Step 2
Ab yanha aapko ek naya page khulega
Isme 4 -5 service hogi agar aapko lena hai to selent kare warna aap Continue to Cart per click kare.
Step 3
phir aapko yanha apna product dekh sakte ho.
1. Yanha aapka domein dikhega.
2.Agar aap 1 year ke liye lena chahte hai to drop down menu per click karke 1 year select kar sakte
jissse aap ka bailence bhi kam ho jayega.
3.aapka Rs dikh raha hai.
4.Yanha per apko subtotal bill dikhega.
5.Agar aap apna information public karoge to isi pe select rahne de.
6.Agar aap apna information privet rakhana chahte ho to ispe select kare.
7.Ab aapko pura amount dikhega.
8.Proceed to chekout per click kar de.
Step 4
Aap yanha aap New custmer ke Continue per click kar de.
Step 5
Yanha per apna pura aderess naam bhare zip code me apne post office ka code bharna hai.
1.Ab yanha per aapko jisse payment karna hai us par click karke aap apne devit card ya credit card ka number dale.
2.Security code dale apne card ka.
3.Jiske naam yah devit card hai uska nam dale.
4.Is card ki bailidity kitne hai use dale.
Ab aap continue ki button per click kar de.

Yanha per aap ko Goddady ka acount banana hai .
1. Yanha per aap apna email id dale 2. Username dale aur jo username dale use achhe se yad rakhe. 3.Yanha per aapko passward dalna hai. 4.yanha per 4 ank ka code dale yesa code ho jo thod dificult ho .
Note:- Username ,passward, aur PIN ko achhe se kanhi likh le lyoli agar aapko koi dikkat hoti hai to aap goddady ke costmor care 24/7 Support: 040-67607600 per call karenge to ye 4 ank ka code jarur puchhega.
1.Ab yanha per aapko jisse payment karna hai us par click karke aap apne devit card ya credit card ka number dale.
2.Security code dale apne card ka.
3.Jiske naam yah devit card hai uska nam dale.
4.Is card ki bailidity kitne hai use dale.
Ab aap continue ki button per click kar de.
- Kabhi kabhi itna option nahi hota hai agar aap credit card se bill karenge to hi aap kam bailence me kharid painge anytha aapko aur charge karne padenge.
Agar aap net banking se apna domen name ragister karna chahhte hai to net banking per click karke aap apna pura account number dale aur continue ki button per click karde.
phir aapko ek massege aayega jisme aapki OTP number dena hoga.uske baad cconfirm per click kar de aap ka domenname ragister ho jayega.
aur aap ke account me a jayega
- Agar aap net banking ke trew domen ragister kar rahe hai to pahle aap apne computer per apna pura prosses kar le phir kisi bhi sivercafe per ja kar ragister karaye.
Agar aapko kanhi bhi koi dikkat aye to her ek problem goddady ke costmer care per bat karke turnt hi samsya ka sanadhan hoga.