HTTPS kya hai? Isse blog ki security kaise badhaye

HTTPS kya hai? Isse blog ki security kaise badhaye

Aaj ke is techniq yug me jitni subidha hai internet se kanhi na kanhi agar hum in sab me sawdhani na barte to nuksan bhi hai. kuchh log aage badne ke liye ladi mehnat kar rahe hai to wanhi kuchh log internet pe baith kar short cut rasta bhi bana rahe hai .jinhe hum hacker kahte hai.


HTTPS kya hai? Isse blog ki security kaise badhaye

Hacker ek yesa naam hai jo logo ki site ko hack karke usme se kuchh dilit kar sakte hai ya phir kuchh galat article add kar sakte hai aur humare blog            ka nuksan pahuchha sakte hai.                                                                        
HTTPS kya hai

Yah ek prakar se humare blog ki security badane me madat karta hai.HTTPS ka pura naam "Hyper text transfer protocall" hota hai . waise to google ke kisi bhi product ko hack karna bahut hi muskil hai phir bhi namumkin nahi hai.
Kyoki aaj ke is tecniq ke yug me kuchh bhi possible hai.to kyo na hum pahle se secure rahe.
Blog me yah fiture kaphi achha hai hai hamare blog ke liye to chaliye jan lete hai ki ise kaise use karte hai apne blog ke liye.

HTTPS kaise enable kare

HTTPS ko enable karne ke liye sabse pahle hum apne blog ke Dasboard ke setting ke basic me jayenge.

HTTPS kaise enable kare

Ab yanha se hum apni basic setting me jaenge aur Dropdown meno per click karke Yes per click karde.ab aapka blog puri tarah secure hai.

Blog ko secure karne ke kuchh aditional fiture

Blog ko secure karne ke liye hum jaab bhi apna blog ko band kare to sign uot bhi karde agar computer ko kewal aap hi use karte ho to theek hai warna aapke dost yar kuchh yese bhi hote hai jo aapko age hote nahi dekhna chahte o aapke blog ko dilit ya phir kuchh article idhar udhar kar sakte hai.

Apne blog ke Gmail Id aur passward kisi ko na bataye aur janha tak ho aap 2 gmail id banale taki apne visiter ko aap apne dusri gmail id de isse bhi aapke blog ki security bani rahegi

VIruses se bachane ke liye sabse pahle aap apne computer me antivirus instell karle taki aap jab bhi koi post likh rahe ho ya apne blog me kuchh bhi lar rahe ho to aap ke blog ko koi loss na ho.

Most things

Aap apne blog me kabhi kisi dusre saite se bataye gaye code ko sahi se padhne ke baad hi upload kare warna diye gaye code ko upload karne ke baad aapki sait hack ho sakti hai.

I hope aaj aap logo ko is post se kuchh na kuchh help jarure mili hogi aur agar kuchh bhi samajh na yaya ho to aap comment karke puchh sakte hai.

Read More

Apne blog templete ka theem,header footer colur kaise change kare

Apne blog templete ka theem,header footer colur kaise change kare
Hum website banate to hai lekin lekin hum kabhi dusri website ko open karte hai to dekhse  hai wah website achhe se disine ki hoti hai lekin hum sochate hai ki yah website paide hogi .

Apne blog templete ka theem,header footer colur kaise change kare


lekin kabhi kabhi kya hota hai ki koi website bina paide ke bhi achhe se disine ki hoti hai lekin desin karne walo ko sare colur ke HTML code pata hota hai.aur wah ek ek place ka colure change karke desine karte hai.

blog templet colure bahut jada colurful hone per bhi paresani hoti hai kyoki humare site pe aane wale visiter ko yadi kyi ward achhe se samajh nahi aayega to o dobara humare website pe nahi aayenge.

Blog templet desine kaisi honi chahiye


Sabse main baat humare blog ke liye ye hai ki humari website search ingen me visible hai ki nahi hai hum apne templet ka desine change karle ya phir pura templet change karde lekin sabse jaruri baat yah hai ki hum jo bhi chanhe kare use chek kar le ki yah seo friendly hai ki nahi aur mobail me bhi search hota ho.

Blog ka header sahi hona chahiye 
Blog me social media ka icon usi colur me kare jaisa icon hona chahiye.
Blog ka footer sahi hona chahiye
Blog ka coment box sahi hona chahiye
Blog me recent post jarur hona chahye


Blog ko kaise desine kare

Step 1

Blog ko desine karne ke liye sabse pahle blog ke  dassboard> templet >custamise me jana hai.

Templet>Custmaise

Ab aaapko ko ek naya page khulega usnme Advance per click karna hai

Step 2


Code
.post{border:1px solid#E5E5E2;border-style:solid;border-radius:10px;
-moz-border-radius:10px;
-webkit-border-radius:10px;background:#ffffff;margin:.1em 0 .5em;padding:0px 8px 0px 8px}.

Uper diya gaya code advance per click karke khane me fill karde.

CCS code

Ab aap Apply to blog per click kar de.aur aapke blog me apne post ko open kare aur changeg dikhega.

Apne website ke header footer ya phir kisi bhi topic ka backcolur cgange karna ho to kuchh colur ke code niche diye gaye hai jinki madat se aap blog ke colur ko change kar sakte hai.

Colur code

#FF0000
#8B0000
#000000
#DCDCDC
#FFFFFF
#4682B4
#0000FF

Ye kuchh colur code hai agar aapko kisi colur ka code chahiye to niche coment karke puchh sakte hai.

I hope aap logo ka blog ko desine karne ka ek problem aaj dur hua hoga agar phir bhi koi bhi pareshani hoti hai to ap puchh sakte hai.

Read More

Permalink kya hai? Apne post me ise kaise set kare in hindi

 Permalink kya hai? Apne post me ise kaise set kare in hindi
Hum apne traffick ko badhane ke liye kya kya nahi karte hai hum apne templets chang karte hai web hosting lete hai ek achha domen name lete hai itne paise pey karne ke baad ek choti si bhul ki wajah se jisme koi paisa nahi lagta hai jo ki humare post ki setting hoti hai ki wajah se humare blog pe trafic na aaye to hume tension hone lagti hai.





To ab tension karne ki jarurat nahi hai.bus is post ko pura pade I sure ajj apki ek problem blog se releted door hone wali hai.

Permalink kya hai?

Humne dekha hoga ki kabhi kahi hum apne post  ka URL pura dalte hai lekin hume wah searh ingen me adhade hi ward dikhai dete hai. yesa isliye hota hai kyoki hum custem permalink ko set nahi karte hai isliye blog post ke url ko automatic le leta hai.jisme humare post ke adhe ward hi aate hai to agar hum custem permalink set karte hai to kyo bhi humara post dekhata hai to use pura u r l dikhega.
custem permalink me hum key ward ko use karke apne according url set kar sakte hai.

Example-
     Automatic permalink

  • http://www.standbyindia.com/2016/11/apne-mobail-se-computer-me-fast.html 
    Custem Permalink
  •  http://www.standbyindia.com/2016/11/apne-mobail-se-computer-me-fast-internet-kaise-chalaye..html
Custem permalink kaise set kare 

Custem permalink set karne ke liye hume kisi alag si setting me nahi jana hai jab hum post me jaise hi tittle likhate hai turant hi bagal me post setting hai . wanha per permalink ka option hoga jisse click kare.




Permalink ko edit karne ke liye pahle permalink per click kare phir hum apna custem url dalenge.aur phir dun ke button per click kardenge.

Read More

Apne mobail se computer me fast internet kaise chalaye

Apne mobail se computer me fast internet kaise chalaye

Abhi tak computer me internet chalane ke liye sabse pahle hume computer me internet conection karwana padta hai tab ja kar hum computer me net chala pate the. lekin ab hum bina computer net bhi apne mobail se computer chala sakte hai.





sayad aap log soch rahe honge ki isse hum chala bhi lenge to computer me speed bahut dhimi hogi to mai yahi kahunga ki aap jitni tej internet apne mobail me chalate hai utni hi tej internet aapke computer me bhi chalega isse aapke net speed me koi problem nahi aayegi. 

Hum mobail se computer me net kyo chalaye 

Ye baat bhi sahi hai ki hum apne mobail se computer me internet kyo chalaye to maan lijiye ki aap ne ek naya computer kharida aur aap coputer me internet chalana chahte ho to aap sabse pahle net conection apne computer me lagao aur hum itna mahga dekstop,laptop le aur turant hi net conection bhi le liye jaye yesa kuchh hi log larte hai lekin jinka computer bina conection ke dabbe ki tarah rakha hota tha ab o bhi computer me net chala sakenge apne mobail datapack se fast speed me internet chala sakte hai.

Ya phir kabhi kabhi ye bhi hota hai ki hum jo net conection kiye hai o band bhi ho jata hai ya phir kaphi slow ho jata hai to us situation me hum apne mobail se connect karke aapna kaam asani se utani hi fast speed me kar sakte hai.

Ab to aap soch rahe honge ki ye to mai kab se janna chahta tha agar yesa soch re hai to bas in istep ko follow karo aur aap bhi apne mobail se computer me internet chala sako.

Sabse pahle jan lete hai ki isme kya kya lagta hai hume mobail se computer me net chalane ke liye
hume kewal ek USB conecter hona chahiye jo mobail ko dextop ya laptop me conect karne ke liye.

Apne mobail se computer me net kaise chalaye

Hum pahle apne mobail ko USB conecter ke dwara computer se connect karte hai. 

Step 1 

Apne mobail ke setting me jana hai aur wanha se wairless & netwark me jakar Tethering & portable hots   ka option milega use click karna hai.


Step 2 

 Agar apka mobail computer se connect hua hoga to apko USB tethering highlighted dikhega is prakar nahi to wah white dikhega.


Ab USB ke samne icon per click kaare aur jab icon pe ✔ ka mark ajaye to samjho ab hum computer me net chala sakte hai.

I hope this is helpful for you. Agar kanhi nahi samjh aata to please comment 
me and take solution with in 10 minitus.                                                      
Read More

Ek naya domen name kaise ragister kare simple trick in hindi

Ek naya domen name kaise ragister kare simple trick in hindi
Agar humara koi website hai ya blog hai to jahir si bat hai ki hume ek naya domen name ragister kara lena chahiye kyoki agar humare pass ek profestional domen hota hai to humare visiter bhi jada humari sait per aate hai. domen name ragister karana bahut kathin baat nahi hai bus kuchh prosses se gujrna padta hai aur humara domen name ragister ho jata hai.


Ek naya domen name kaise ragister kare simple trick in hindi


Waise to domen name kanhi se ragister karaya ja sakta hai dher sari site hai lekin mai goddady aapko prefer karunga kyoki aaj godday ek achhi domen seller site yanha se daily hajaro domen name ragister hote hai.

Domen name kyo ragister kare

Aaj ye batana ki online paise bhi kamaya ja sakta hai to ye purani baat ho jati hai kyoki lagabhag sabhi log jante hai ki hum blog banake youtube chainal banake ya phir website banake  aur phir unko addsence se jod kar online paise kamaye jate hai.aur aaj ke is digital yug me har koi paisa kamana chahta hai aur agar jisne blogger pe blog bana liya hai aur wah ab apna khud ka domen mane ragister karke apne blog ko proffestional banake traffic bhi bada sakta hai.


Domen name kaise ragister kare

Step 1

Sabse pahle aap Goddady ke website per jaye.phir aapko ye page dikhayi dega.


Search domen name




Ab search box me apna domen name daliye. aur nichhe dekh le agar aapka domen name available hoga to to likhega Your domen name is available .

Ab aap continue cart pe click kar de.

Step 2

Ab yanha aapko ek naya page khulega 


select continue to cart

Isme 4 -5 service hogi agar aapko lena hai to selent kare warna aap Continue to Cart per click kare.

Step 3

phir aapko yanha apna product dekh sakte ho.


now your domen and bill

 1. Yanha aapka domein dikhega.
2.Agar aap 1 year ke liye lena chahte hai to drop down menu per click karke 1 year select kar sakte 
jissse aap ka bailence bhi kam ho jayega.
3.aapka Rs dikh raha hai.
4.Yanha per apko subtotal bill dikhega.
5.Agar aap apna information public karoge to isi pe select rahne de.
6.Agar aap apna information  privet rakhana chahte ho to ispe select kare.
7.Ab aapko pura amount dikhega.
8.Proceed to chekout per click kar de. 

Step 4

Aap yanha aap New custmer ke Continue per click kar de.


continue

Step 5



your name and adderes

Yanha per apna pura aderess naam bhare zip code me apne post office ka code bharna hai.



your goddady account

Yanha per aap ko Goddady ka  acount banana hai .                                                                               
1. Yanha per aap apna email id dale                                                                 2. Username dale aur jo username dale use achhe se yad rakhe.                       3.Yanha per aapko passward dalna hai.                                                           4.yanha per 4 ank ka code dale yesa code ho jo thod dificult ho .                                                            

Note:- Username ,passward, aur PIN ko achhe se kanhi likh le lyoli agar aapko koi dikkat hoti hai to aap goddady ke costmor care 24/7 Support: 040-67607600 per call karenge to ye 4 ank ka code jarur puchhega.




your billing proses
             


1.Ab yanha per aapko jisse payment karna hai us par click karke aap apne devit card ya credit card ka    number dale.
2.Security code dale apne card ka.
3.Jiske naam yah devit card hai uska nam dale.
4.Is card ki bailidity kitne hai use dale.

Ab aap continue ki button per click kar de.

  • Kabhi kabhi itna option nahi hota hai agar aap credit card se bill karenge to hi aap kam bailence me kharid painge anytha aapko aur charge karne padenge.
Agar aap net banking se apna domen name ragister karna chahhte hai to net banking per click karke aap apna pura account number dale aur continue ki button per click karde.
phir aapko ek massege aayega jisme aapki OTP number dena hoga.uske baad cconfirm per click kar de aap ka domenname ragister ho jayega.
aur aap ke account me a jayega
  • Agar aap net banking ke trew domen ragister kar rahe hai to pahle aap apne computer per apna  pura prosses kar le phir kisi bhi sivercafe per ja kar ragister karaye.

Agar aapko kanhi bhi koi dikkat aye to her ek problem goddady ke costmer care per bat karke turnt hi samsya ka sanadhan hoga.


Read More

Kise website ya neta ki lokpriyta (populerity) kaise jane kuchh minute me

Kise website ya neta ki lokpriyta (populerity) kaise jane kuchh minute me
Hume kabhi kabhi yese byakti ke bare me pata  chalta hai jo kaphi popular hota hai lekin phir bhi hum janna chahte hai ki yah kitna popular hai use stithi me hum ab badi hi asani se pata laga sakte hai ki kon byakti kitna popular hai





Hum sab jante hai aaj ka yug digitel yug hai kisi bhi popular byakti ke bare me hum asani se internet ke madyam se jan sakte hai. uski puri history pad sakte hai.                                                                                                          

Kisi ki populerity kyo jane                                                                            

Dosto aap ne kabhi suna hoga news me ki ye byakti desh me sabse jada internet pe seach kiya ja chuka hai to hum sochate hai ki ye sab kanha se pata chalta hai in news walo ko kanha se pata chalta hai. ya phir aap kisi ke bare me janna chahte ho ki ye kitna popular hai to ab paresan hon ki jarurat nahi hai.
kabhi kabhi yesa bhi hota hai ki humara koi website hota hai to hum sochate hai ki kaise jane ki humara coptetor koin hai .                                                       

To ab aapko paresan hone ki jarurat nahi kyoki ab aap ek naya cheej sikhane ja rahe hai.                                                                                                       

Kisi ki populerity kaise jane                                                                         
  
Bus aap is post ko 5 minute aur pade aur aap badiya se samjh jayenge ki kisi ki populerty ko kaise jane                                                                                     
Step 1                                                                                                            
Sabse pahle aap apne search ingen me google trend seach karna hai.              

Ab aapko ek naya page dikhega                                                                         
google trends

Ab aap jiske baare me janna chahte  sabse uper search kare.  aur "enter" ki buton dabaye.                                                                                          



Step 2                                                                                                                                                         

Ab aap dusre page per agaye hai                                                                                                             
   
trend box
   
Yanha aapko pura trend dikhai dega.                                                             
1. Pahle box me jiska naam pahle dalenge usi ka ayega.                                   2. Dusre box me aap kisi comptiter ka naam daal sakte ho jinhe aap janna             chahte ho ki kon kitna popular hai.                                                               
Step 3                                                                                                        

Ab yanha aapko ek naya page dikhai dega                                                   

trend box
  
 1. Aapko pahle me Narenda modi dikh rahe hai jo ki blue colur se point kiya gaya hai.                                                                                         
aur unke comptiter Rahul gandhi

2. Isme aap kisi bhi comptiter ka naam likh sakte hai jaise Rahul gandhi red se 
point kiya gaya hai.                                                                               
3.  Tisre me bhi aap kisi ka naam aad kar sakte hai.                                        
4.  wardwide ka option hai agar aap wardwide kisi ki populerity dekhana chahte hai to wardwide hi rahne de otherwise aap country bhi chun sakte hai.    
5. Time setting hai ki aap kisi ke populerty ko kab se dekhana chahte hai.         
6. Isme aap kis category me dekhana chahte hai o slect kare.                           7. Is option ka prayog aap websearch ya youtube seach ke liye dekha sakte hai. 8. Isme aapko o colur dikhai denge jo colur sabse uper hoga wahi sabse jada popular hai.                                                                                       

Is tarah se aap kisi ki bhi populerity dekh sakte hai aur kisi ke comptition me ki kon kitna popular hai .

Agar phir bhi kanhi samsya hui ho ya ye post kaisa laga aap hume comment karke apna feedback jarur de.                                                                




Read More

Apne computer ko kanhi se bhi mobail se kaise chalaye

Apne computer ko kanhi se bhi mobail se kaise chalaye

Aap ne to bahut sare program dekhe honge lekin aaj mai jo batane ja raha usse sayad aapki sari samsya hi door ho jayegi kyoki aaj ke is tecniqal uge me yesa kuchh bhi nahi hai jo hum nahi kar sakte hai theek usi katar me ek aur system aaya hai jisse hum kanhi per baith kar apne computer ko chala sakte hai.




Apne computer ko kanhi se bhi mabail se kaise chalaye kaise







Aap soch rahe honge yesa bhi ho sakta hai to mai yahi kahunga ji ha aap kanhi se baith kar apne computer ko chala sakte hai .

Apne computer ko mobail se kyo chalaye

Dekhiye kabhi kabhi yesa hota hai ki aap computer ke bre me jyada jante hai lekin aap ke pariwar wale kuchh kam jante hai ya yesa bhi ho sakta hai ki koi faile aap yesi jagah stor kiye ho jo kisi koi khoj kar bhi na mila ho aur aap apne ghar pe na ho to us samay apne pariwar ki madat kar sakte hai kanhi se bhi o faile asani ase apne mobail se khole sakte hai. 

Aur ek baat kabhi kabhi hume kanhi jana hota hai aur hum apna project pura nahi kar pate samay na hone ki  wajah se to hume apna kaam chhod kar jana padta hai. to use istithi me hum kanhi se baith kar apna project pura kar sakta hai.

Yah system bahut hi achha hai aur mai samjhta hu ki ap log bhi ise jankar pura phayda uthainge aur ab jo kaam apka kanhiu chale jane per ruk jata tha wah ab pura hoga kanhi se bhi.

Apne computer ko mobail se kaise chalaye

Aaj hume kuchh bhi tecniq karne ke liye humare pass computer ho usme net setting ho agar mobail hai to usme bhi internet ki subidha honi chahiye .Internet aur kisi kaam ko karne ke liye application (software) ho to lagabhag sara kaam hum ghar baithe kar sakte hai.

Step 1

For computer:-

Isme bhi aapko apne computer aur mobail me ek hi naam ka application (software) install karna hoga
  Sabse pahle aap Team viewer 11 naam ka software download karle.



widow team vewer scrren


Ab yah ID aur Passward aapko apne mobail me dalna hai.

Step 2

For mobail:-

Sabse pahle aap apne mobail me team veawer install kare.


mobail team vewer instaletion

Step 3

Phir use open kare aur right side kone me NEXT ki button per 3 bar click karke DONE karde.


instaletion proses

Step 4

Phir aapko ye page dikhega

team viewer id.

 Ab yanha aapko computer me likhi ID ko dalna hai. aur Remote Control per click karde.

Step 5


Ab yanha aapko apne passward ka page dikhega.


                 team viewer passward

Ab yanha per computer me jo passward hai use dalde. aur OK ki buton per click kar de

Step 6

Ab yanha kisi bhi mouse pointer par click karke continue per click karde.

                             select mouse pointer

ab aap apne computer ko apne mobail pe dekh rahe honge

Agar aapko koi samsya hoti hai to coment ke madyam se puchh sakte hai reaply
with in few minutes.





Read More

Apne dosto ko online birthday wish ya koi bhi wish kuchh second me kaise pahuchaye

Apne dosto ko online birthday wish ya koi bhi wish kuchh second me kaise pahuchaye
Aaj ke is busy life me kisi ko apna samay de pana bahut hi muskil hai.aur had to tab ho jati hai jab koi kisi ke khas day pe bhi time na milne ki wajah se nahi pahuch pata hai . lekin agar hume ek dusre se jude rahna hai to unko wish bhi karna padega.




To hum yesa kya kare ki humara samay bhi bach jaye aur samne wale ko wishes bhi mil jaye. ji ha agar aap janna chahte hai ki online wishes kaise kare to aap ye post pura pade aap achhi tarah se samajh jayenge ki kisi ko online koi bhi wish kaise karte hai.

Jaha tak mera manna hai ki aaj ke is busy life me 50% log kisi ke function me nahi pahuch pate hai .
wajah kewal time ki kami hoti hai. jisse kabhi kabhi dekhane ko milta hai ki samne wala humse naraj bhi ho jata hai .

To ab yesa bilkul nahi hoga kyoki aap kisi ke naam se bhi aap online wishes pahucha sakte ho bilkul free.

Online wishes ki kya jarurat hai

Ha ye baat bhi sahi hai ki online wishes ki kya jarurat hai lekin mai aapko bata du ki agar aap kisi ke function me nahi pahuch pate ho to agar usko online social site ke madayam se ek achha sa gift aap pahucha kar unhe aap wish kar sakte hai.
Isse ye hoga ki samne wala byakti  aap se naraj nahi hoga kyoki aapne use wish kar diya hai. lekin agar aap iske bare me nahi jante hai to aap w kisi ko wish nahi kar payenge. aur us istithi me samane wala banda aap se naraj bhi ho sakta hai to agar aap unke narajgi ko dur karna chahte hai to ye post pura pade.

Online wish kaise kare

Agar dekha jaye to der sare application hai jsse hum apna birthdey gift bana sakta hai lekin aaj mai jis aaplication ke bare me bataunga wah bahut hi acha aur saral hai kyoki isme bahut aapko ghumna nahi bilkul hi asani se koi bhi wishes aap bana sakte ho.

Step 1

Sabse pahle hum mynamepix me jayenge.





Ab hum isi addres pe click karenge.

Step 2

Ab naya page khulega kuchh is tarah



1. Yanha aapko alag alag wish categories ke naam mil jaenge aap apni according chun sakte ho
    aap ko jo wish karna hai use categry ko chun sakte ho jaise- Birthday cakes , Birthday wish
   anniversary cakes etc.

2. Yanha bhi categories me der sare wish ke option hai aap ko jo bhi dena hai aap chun sakte hai.

Aap kisi ek category per click kare jo aap ko pasand ho .

Step 3

 Kisi ek Categery per click karne ke baad aaapko ek naya page khulega .





    Ab hume categery ke samne der sari photo aur kuchh likha hua ayega .                                             
     Hume jo photo achhi lage uspe click karna hai .                                                                                   

Step 4                                                                                                 

   Ab is page me jisko wish karna hai aap uska naam dale .                                                                     



  Wish karne wale ka naaam dalne ke baad "Generater" per click kare                                               

Step 5                                                                                                                                               

Ab yanha  aapko page dikhai dekga usme aap jiska naam likhe honge uska naam dikhai dega.



Ab aap "Save To PC" pe click karke aap apne computer me ise save kar sakte hai               

Read More

Apne blog ,business ya apne naam ka logo bina copyright ke kaise banaye?

Apne blog ,business ya apne naam ka logo bina copyright ke kaise banaye?
Aaj mai aap logo ko ek yese logo desiner ke bare me bataunga jiske use se na to hume baar baar online logo banana padega na to copyright ki koi dikkat hogi.


jeta logo maker se bina copyright kr banye logo

Ye hum sab achhi tarah jante hai ki hum blog to bana lete hai lekin usme hume kuchh paise bhi earning ho iske liye hum apne blog me adsense lagate hai .lekin hum log ye bhi janate hai ki adsens lagane ke kuchh terms aur condition hoti hai. usme se ek hai copyright jo ki adsence bilkul tolret nahi karta hai.agar aapke blog me copyright content mila to aap ki site block bhi ho sakti hai.

In sab ko dekhate hue maine ek logo disiner pata kiya jo bahut hi sahi hai humare blog's me logo ya business me logo banane ke liye. jisko hum bina net ke bhi use ka sakte hai.aur apne aaccording acha se achha logo bina copyright ke bana sakte hai.

Logo banana kyo jaruri hai

Dosto humne dher sari company dekhi hongi un sab ka apna apna brand hota hi ek logo hota hai.
aap kah sakte hai ki logo ek prakar ka symbol hai jise dekhane ke bab koi bhi byakti bata sakta hai ki yah product kis company ka hai .logo humare company ko alag pahchan deti hai aur humari company ko aage le jane me bhi madad karti hai.jaise humne abhi swachh barat ka logo dekha hoga ek chasme ki tarah ek logo hai jisko dekhate hi log bata denge ki iska matalab swachh barat banana hai.

Logo kanha se banaye

Aaj ye apke liye janana bhi jaruri hai ki log hum yesi site se banaye jisper copyright ka koi charge na bane aur humara logo bhi achha se achha ban sake. to aaj mai aapko kuchh logo designer ke bare me  bataunga ki jo bahut hi assan aur bina copyright ke hai.


  • Logo maker ;- Isme aap achha se achha logo bina kisi copiright ke bana sakte hai kelin ye seva online hai isme aap logo tabhi bana sakte ho jab apke pass net conection ho lekin aap bilkul bhi na ghabrao kyo ki mai bina net bina copyright ke logo banakar dikhaunga .
  • Jeta logo designer :- Aap iske prayog se bina net ke bina copyright ke apna logo achha se achha logo bana sakte hai.   
Jeta logo designer 

Sabse pahle aap jeta logo disegner me jaye aur phir download karke apne pc me install kare.taki bina net conection ke hum apna logo bana sake.
  • Jeta logo desigener kewal 6.5MB ki hogi wahi download karna.
Is designer ki khasiyat hai ki aap jo bhi logo isse banayenge wah na to copyriht hoga na to kisi se milta julta hoga . kyoki yah ek swanirmit logo hota hai aur achhi bat ye ki isme der sare icon hai jo aapke logo ko achha look deta hai



1. Aap yanha scroll ko up and down karenge to der sara logo dikhayi dega .
    kisi ko bhi select karke aap achha se achha logo bana sakte hai.

2. Yanha aapko sare colur mil jayenge jiske prayog se aap apne logo me 
    colur bhar sakte hai.

3.Ek yesa page khulega jispe aap apna logo banayege .

4. Dhyan rahe ki jo jeta logo designer hai uska logo is tarah se hoga.

5. Yanha se aap apne logo ko save kar sakte hai edit kar sakte hai aur kuchh 
    na samj aaye to help bhi le sakte hai.

Read More

Facebook